React Reconciliation
React Reconciliation
Toh aap imagine karo, ki aapki website pe koi ek component hai jiska data change ho gaya. Ab
React kehta hai, "Chalo bhai, ab main check karunga ki kya changes huye
hain." Wo pehle naye aur purane data ko compare karta hai, fir dekhta
hai ki kya actual DOM mein change hona chahiye.
Ye
process bahut smart hai, kyun ki React sirf actual changes ko update karta hai
instead of pura DOM rebuild karke. Isse performance improve hoti hai.
Ab,
agar React ko lagta hai ki data mein kuch badlaav hua hai, toh wo ek algorithm
use karta hai jiska naam hai "Diffing algorithm." Ye algorithm
compare karta hai purane aur naye elements ko, fir decide karta hai ki kaunsa
specific part update hona chahiye.
Toh
basically, reconciliation ye hai ki React smart tareeke se detect karta hai ki
kya changes huye hain aur sirf wohi changes ko update karta hai, jo ki
performance ko bhi improve karta hai. Samjha kya?
Bhai
or ye interview question h, mostly interviewer is question ko jarur karte te h ki
DOM
AND VIRTUAL DOM M KYA DIFFERENCE H.